UNDER CONSTRUCTION - PLEASE BE PATIENT
Jiwan ke safar ka rahi
He Jiwan ke safar ka rahi
Yeshu hae nao ka sachcha mahi
marg satya jiwan hae wohi
Sada saath tera, tu akela nahi
Guna saaf karta woh sabhi
Derr na kar pass aawo abhi
Swargiye duar khul jayega tabhi
Awon kyon bana prabhu se ajnabhi
Papon ke andhero me mat chal
Yeshu se milta papon par bal
Yeshu karega tera jiwan Badal
Badega tujhme sabhi atmik fal