UNDER CONSTRUCTION - PLEASE BE PATIENT
Joshua mazbhoot ban
Joshua mazbhoot ban aur mat dar
Meri shakti se ja aur samna kar
Tere dushman maas aur khoon nahi magar
Mae saath hun aur unko karta titar bitar
Jahan tu pawon rak woh jagah tera har
Mae door karta tere sabhi kattar
He vishwasiyon mae soojayga tere bhoj har
Vijay pawon saath hae mahan parmeshwar
Dhanyewaad ke saath awo unka dhar
Vandhna se gawon jhukao apna sar
Ek din hona hae sabhi ko mar
Jaana hae anand prabhu ka ghar
TV Mazaaki